Post
Profile picture of user: kavevv

kavevv

81w©

Pratishtha Shaadyantra Mein antra Hota batao Hai kya? Kya bataya tumne? Kya samjhaya tumne? Mene suna nahi Mene samjha nahi Batao to tha kya? Acha Pratishtha tumne banai Shaadyantra tumhare dushman ne Kya ye tha ye? Acha tumhari pratishtha hai Bure ka tum bura Karo Jo shaadyantra kare Uska na bhala Karo Chalo muzhe ye batao Tumhara kya acha hai? Kya bura mana tumne? Kya acha palla hai? Tum bali chadhao Tum mans Khao Kya ye acha hai? Ooo tum ab kahoge Ye to hamara khan pan hai Ye to Mardi tumne hamare pet pe lat hai Main kahu Waah waah kya baat hai Waah waah kya baat hai Chalo Ek din manlo banzao Tum murgi machi Ek din manlo banzao Tum murgi machi Zaal se nazukta se pakade zao tum To batao ye shaadyantra tha Ya thi pakadne Wale ki pratishtha achi Tumhari tange pakad ke Katege tumhari mundi Aur banegi chicken machi biryani ki hundi To batao ye pratishtha hai Ya shaadyantra tumhare khilaaf Ye acha hua Ye bura hua Kya hua tumhare sath??

Comments(0)

0/500
No comments at this point, please be the first to comment on this post.